Kya Kiya Hain Tune Lyrics: The song is sung by Armaan Malik, Palak Muchhal, and Amaal Mallik. and it features Sidharth Shukla and Sonia Rathee. Kya Kiya Hain Tune Song has music by Amaal Mallik while Rashmi Virag has written the Kya Kiya Hai Tune Lyrics.
Kya Kiya Hain Tune Song Details:
Music : Amaal Mallik.
Artists : Armaan Malik, Palak Muchhal & Amaal Mallik.
Lyrics : Rashmi Virag
Label: ALT Balaji
Kya Kiya Hain Tune – Official Song
Kya Kiya Hain Tune Lyrics
Kholi Hai Khidki Maine
Is Najuk Se Dil Ki
Jage Hai Dekho Fir Se
Khwaab Hazaar
Banke Lehar Tu Aayi
Rooh Se Yun Takrayi
Sadiyon Se Tha Is Pal Ke
Liye Bekaraar
Kya Kiya Hai Tune
Kya Kiya Hai Tune
Kya Kiya Hai Tune
Mere Yaar
Jo Jeene Laga Hu Fir Se
Khone Laga Hu Khud Se
Kya Kiya Hain Tune
Mere Yaar
Shayad Khatam Hai Ya Fir Bacha Hai
Dil Mein Kahin Pe Tumhara Intezar
Tu Saamne Se Aise Hai Guzra
Hone Laga Hai Humko Tumse Hi Pyar
Sauda Yeh Do Dilon Ka
Lagta Hai Kuch Palon Ka
Na Hoga Yeh Humse Baar Baar
Kya Kiya Hai Tune
Kya Kiya Hai Tune
Kya Kiya Hai Tune
Mere Yaar
Jo Jeene Laga Hu Fir Se
Khone Lagi Hu Khud Se
Kya Kiya Hain Tune
Mere Yaar
Kya Kiya Hai Tune
Kya Kiya Hai Tune
Kya Kiya Hai Tune
Mere Yaar